SEARCH RESULTS
Showing search results for "'pankaj'"
Nazm MATCHES FOR "'pankaj'"
Nazm
shikwa
KHuugar-e-paikar-e-mahsuus thii insaa.n kii nazar
maantaa phir ko.ii an-dekhe KHudaa ko kyuu.nkar
Allama Iqbal
Nazm
koi ye kaise batae
ik zaraa haath ba.Dhaa de.n to paka.D le.n daaman
un ke siine me.n samaa jaa.e hamaarii dha.Dkan
Kaifi Azmi
Nazm
etiraf
ab mire paas tum aa.ii ho to kyaa aa.ii ho
mai.n ne maanaa ki tum ik paikar-e-raanaa.ii ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mata-e-ghair
merii uj.Dii hu.ii niindo.n ke shabistaano.n me.n
tuu kisii KHvaab ke paikar kii tarah aa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
vo pe.D jin ke tale ham panaah lete the
kha.De hai.n aaj bhii saakit kisii amii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHun phir KHun hai
zulm kii qismat-e-naakaara-o-rusvaa se kaho
jabr kii hikmat-e-parkaar ke iimaa se kaho
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
ki jis se abhii tak hai paivast us kaa vajuud
us kii jaa.n us kaa paikar
Noon Meem Rashid
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq kii mastii se hai paikar-e-gil taabnaak
ishq hai sahbaa-e-KHaam ishq hai kaas-ul-karaam
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
aashkaaraa hai ye apnii quvvat-e-tasKHiir se
garche ik miTTii ke paikar me.n nihaa.n hai zindagii
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
fitrat-e-hastii shahiid-e-aarzuu rahtii na ho
KHuub-tar paikar kii us ko justujuu rahtii na ho