SEARCH RESULTS
Showing search results for "'talab'"
Nazm MATCHES FOR "'talab'"
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
jin kii raah-e-talab se hamaare qadam
muKHtasar kar chale dard ke faasle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
farar
in ko apnaane kii KHvaahish unhe.n paane kii talab
shauq-e-bekaar sahii sa.ii-e-Gam-e-anjaam nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
tariq ki dua
KHabar me.n nazar me.n azaan-e-sahar me.n
talab jis kii sadiyo.n se thii zindagii ko
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq-e-junun-pesha
jo ruup bhii dhaare the kuchh sahl-talab bhii the
vo bhii hame.n pyaare the
Ahmad Faraz
Nazm
chalo chhoDo
ahd-e-vafaa ik shaGl hai be-kaar logo.n kaa
talab suukhe hu.e patto.n kaa be-raunaq jaziira hai
Mohsin Naqvi
Nazm
o des se aane wale bata
taalaab me.n amras gholte hai.n
o des se aane vaale bataa
Akhtar Shirani
Nazm
wasoKHt
kyuu.n daad-e-Gam hamii.n ne talab kii buraa kiyaa
ham se jahaa.n me.n kushta-e-Gam aur kyaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm
tirii talab kaa sabab sirf KHaalii-pan to nahii.n
ki tujh se raabta meraa zaruuratan to nahii.n
Balmohan panday
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
ham to un ke KHair-talab hai.n
ham kyaa aise hii sab ke sab hai.n
Akbar Allahabadi
Nazm
buniyaad kuchh to ho
KHuu.n par gavaah daaman-e-jallaad kuchh to ho
jab KHuu.n-bahaa talab kare.n buniyaad kuchh to ho