SEARCH RESULTS
Showing search results for ",OLMo"
Nazm MATCHES FOR ",olmo"
Nazm
lenin
europe me.n bahut raushni-e-ilm-o-hunar hai
haq ye hai ki be-chashma-e-haivaa.n hai ye zulmaat
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
ai jahaanaabaad ai gahvaara-e-ilm-o-hunar
hai.n saraapaa naala-e-KHaamosh tere baam dar
Allama Iqbal
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
an-pa.Dh thaa aur jaahil qaabil mujhe banaayaa
duniyaa-e-ilm-o-daanish kaa raasta dikhaayaa
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
hubb-e-watan
rahne do ahl-e-ilm hai.n is tarah
pahalvaano.n me.n laag ho jis tarah
Altaf Hussain Hali
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
vo ek maktab thaa aagahii kaa
vo ilm-o-daanish kaa mai-kada thaa
Tariq Qamar
Nazm
KHak-e-hind
ilm-o-kamaal o iimaa.n barbaad ho rahe hai.n
aish-o-tarab ke bande Gaflat me.n so rahe hai.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
izzat-e-qaum chaahte ho agar
jaa ke phailaa.o in me.n ilm-o-hunar
Altaf Hussain Hali
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
sab jaante hai.n ilm se hai zindagii kii ruuh
be-ilm hai agar to vo insaa.n hai naa tamaam
Akbar Allahabadi
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
kabhii ai ilm-o-hunar ghar thaa tumhaaraa dillii
ham ko bhuule ho to ghar bhuul na jaanaa hargiz