SEARCH RESULTS
Showing search results for ",PHRz"
Nazm MATCHES FOR ",pHrz"
Nazm
aurat
farz kaa bhes badaltii hai qazaa tere liye
qahr hai terii har ik narm adaa tere liye
Kaifi Azmi
Nazm
zohd aur rindi
farmaayaa shikaayat vo mohabbat ke sabab thii
thaa farz miraa raah sharii.at kii dikhaanii
Allama Iqbal
Nazm
judai ki pahli raat
farz to mujh ko nibhaanaa hai magar
dekh ki kitnii akelii huu.n mai.n!
Parveen Shakir
Nazm
hubb-e-watan
mulk me.n jo maraz hai.n aalam-giir
qaum par un kii farz hai tadbiir
Altaf Hussain Hali
Nazm
aaKHiri lamha
har ik qadam usii manzil kii aarzuu rakhnaa
ko.ii bhii farz ho KHvaahish se phir bhii bartar hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
lenin-grad ka goristan
apne farz se faariG ho kar
apne lahuu kii taan ke chaadar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chal aa ek aisi nazm kahun
kuchh ulTaa siidhaa farz karuu.n
kuchh siidhaa ulTaa ho jaa.e
Amir Ameer
Nazm
ilm ki zarurat
ye hai kaar-e-aham do chaar is ko kar nahii.n sakte
KHudaa-raa tum bhii apne farz kaa ehsaas farmaa.o
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
diwali
raushnii karo lekin farz par na aa.nch aa.e
ho nigaah siimaa par aur kaan aahaT par
Nazeer Banarasi
Nazm
amman mujhko basta de de
kharaa hai kyuu.n kar khoTaa kyaa hai
haq aur farz me.n farq hai kitnaa