SEARCH RESULTS
Showing search results for ",SHeA"
Nazm MATCHES FOR ",sHea"
Nazm
marsiya
sunnii thaa vo ki shii.aa thaa mat puuchh ai imaam
pa.Dh faatiha ki ek musalmaan mar gayaa
Sada Ambalvi
Nazm
jawab-e-shikwa
kis kii aa.nkho.n me.n samaayaa hai shi.aar-e-aGyaar
ho ga.ii kis kii nigah tarz-e-salaf se be-zaar
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri raat
ko.ii kahtaa thaa, Thiik kahtaa thaa
sar-kashii ban ga.ii hai sab kaa shi.aar
Kaifi Azmi
Nazm
roTiyan
puure bhagat unhe.n kaho saahab ke laal hai.n
aur jin ke aage roGnii aur shiir-maal hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hinDola
udaasiyo.n se bharii zindagii kii be-ra.ngii
vo yaasiyaat na jis ko chhu.e shu.aa-e-umiid
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ye Gam to vo KHush-ma.aal Gam hai
jo koh se juu-e-shiir laa.e
Ahmad Faraz
Nazm
KHak-e-hind
hai juu-e-shiir ham ko nuur-e-sahar vatan kaa
aa.nkho.n kii raushnii hai jalva is anjuman kaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aadhi raat
shu.aa-e-mahr ne yuu.n un ko chuum chuum liyaa
nadii ke biich kumudnii ke phuul khil uTThe
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jawab-e-shikwa
the jo ajdaad tumhaare na thaa un kaa ye shi.aar
tum ho biivii se pareshaan vo biivii pe nisaar
Nashtar Amrohvi
Nazm
mahadev-ji ka byah
aur jis ne is byaah kii, mahimaa kahii banaa.e
us ke bhii har haal me.n, shiv-jii rahe.n suhaa.e
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mayurka
shu.aa-e-mahr kii ziyaa se the jigar jigar badan
qamar-jamaal jin ke aks-e-raushnii ke baab the
Ahmad Faraz
Nazm
id
KHoshaa ki shiir-o-shakar ho ga.e gale mil kar
KHuluus-e-dil hii dikhaane ko iid aa.ii hai