SEARCH RESULTS
Showing search results for ",itVH"
Nazm MATCHES FOR ",itvH"
Nazm
jawab-e-shikwa
but-shikan uTh ga.e baaqii jo rahe but-gar hai.n
thaa braahiim pidar aur pisar aazar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
ho dil-fareb aisaa kohsaar kaa nazaara
paanii bhii mauj ban kar uTh uTh ke dekhtaa ho
Allama Iqbal
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
qalb-e-maahaul me.n larzaa.n sharar-e-ja.ng hai.n aaj
Kaifi Azmi
Nazm
KHizr-e-rah
uTh ki ab bazm-e-jahaa.n kaa aur hii andaaz hai
mashriq-o-maGrib me.n tere daur kaa aaGaaz hai
Allama Iqbal
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
saal-haa-saal mire naam baraabar likkhe
kabhii din me.n to kabhii raat ko uTh kar likkhe
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
naya shiwala
har sub.h uTh ke gaa.e.n mantar vo miiThe miiThe
saare pujaariyo.n ko mai piit kii pilaa de.n
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
auro.n ko aaTh saat to vo do Take hii paa.e
is laaj se ise bhii lajaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
guftugu (Hind Pak dosti ke nam)
chashm o abruu ke ishaaro.n me.n mohabbat hogii
nafrat uTh jaa.egii mehmaan muravvat hogii
Ali Sardar Jafri
Nazm
ek makDa aur makkhi
in narm bichhauno.n se KHudaa mujh ko bachaa.e
so jaa.e ko.ii in pe to phir uTh nahii.n saktaa