SEARCH RESULTS
Showing search results for ",jKl"
Nazm MATCHES FOR ",jKl"
Nazm
KHuda ka sawal
ye sho.ala ye shabnam ye miTTii ye sang
ye jharno.n ke bajte hu.e jal-tara.ng
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
zooming
chhoTe se ek shahr me.n sa.Dko.n kaa ek jaal
sa.Dko.n ke jaal me.n chhupii viiraan sii galii
Ashfaq Husain
Nazm
saqi-nama
kabuutar kahii.n aashiyaane se duur
pha.Daktaa hu.aa jaal me.n naa-subuur
Allama Iqbal
Nazm
intisab
jel-KHaano.n kii shoriida raato.n kii sarsar me.n
jal jal ke anjum-numaa hoga.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
guzishta jang me.n ghar hii jale magar is baar
ajab nahii.n ki ye tanhaa.iyaa.n bhii jal jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
yaa.n aadmii hii said hai aur aadmii hii jaal
sachchaa bhii aadmii hii nikaltaa hai mere laal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mauzu-e-suKHan
ye har ik samt pur-asraar ka.Dii diivaare.n
jal-bujhe jin me.n hazaaro.n kii javaanii ke charaaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere sare logo
sandalii.n paa.nv se mastaana-ravii ruuTh ga.ii
marmarii.n haatho.n pe jal-bujh gayaa a.ngaar-e-hinaa
Ahmad Faraz
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
aag bahte hu.e paanii me.n lagaa aayaa huu.n
kitnaa bechain unhe.n lene ko ga.ngaa-jal thaa
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
KHud to vo aatish-e-jazbaat me.n jal jaa.egii
aur duniyaa ko is anjaam pe ta.Dpaa.egii