SEARCH RESULTS
Showing search results for ",mMuk"
Nazm MATCHES FOR ",mmuk"
Nazm
do or die
mire aziizo safar hai tho.Daa to rog zyaada
balaa se ko.ii na aa.e ab intizaar muk gayaa hai
Shaista Habeeb
Nazm
KHizr-e-rah
saahir-al-muut ne tujh ko diyaa barg-e-hashiish
aur tuu ai be-KHabar samjhaa use shaaKH-e-nabaat
Allama Iqbal
Nazm
heart-attack
har bun-e-muu se Tapaknaa chaahaa
aur kahii.n duur tire sahn me.n goyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
26 january
daulat ba.Dhii to mulk me.n iflaas kyuu.n ba.Dhaa
KHush-haalii-e-avaam ke asbaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
tum palaT aa.o guzar jaa.o yaa mu.D kar dekho
garche vaaqif hai.n nigaahe.n ki ye sab dhokaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek laDki
jab apne hasii.n ghar kii dahliiz par jaa rukegii
to mukh mo.D kar muskuraa.egii jaise
Muneer Niyazi
Nazm
pandrah august
hamaare desh kaa har karghaa to.D Daalaa thaa
jo mulk suu.ii kii KHaatir thaa auro.n kaa muhtaaj
Javed Akhtar
Nazm
nai tahzib
ye maujuuda tariiqe raahi-e-mulk-e-adam ho.nge
na.ii tahziib hogii aur na.e saamaa.n baham ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
chehre kaa rang haalat-e-dil kholne lagaa
har muu-e-tan zabaa.n kii tarah bolne lagaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kisan
apnii daulat ko jigar par tiir-e-Gam khaate hu.e
dekhtaa hai mulk-e-dushman kii taraf jaate hu.e
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
par chhuTaa jis se apnaa mulk o dayaar
jii hu.aa tum se KHud-ba-KHud bezaar