SEARCH RESULTS
Showing search results for "آخر"
Nazm MATCHES FOR "آخر"
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
phir aaKHir ta.ng aa kar ham ne
dono.n ko adhuuraa chho.D diyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zindagi se Darte ho
dev kaa jo saaya thaa paak ho gayaa aaKHir
raat kaa libaada bhii
Noon Meem Rashid
Nazm
itna malum hai!
merii har dost se us ne yahii puuchhaa hogaa
kyuu.n nahii.n aa.ii vo kyaa baat hu.ii hai aaKHir
Parveen Shakir
Nazm
ai sharif insano
KHuun apnaa ho yaa paraayaa ho
nasl-e-aadam kaa KHuun hai aaKHir
Sahir Ludhianvi
Nazm
do ishq
lo shauq kii tarsii hu.ii shab ho ga.ii aaKHir
lo Duub ga.e dard ke be-KHvaab sitaare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
avval o aaKHir fanaa baatin o zaahir fanaa
naqsh-e-kuhan ho ki nau manzil-e-aaKHir fanaa
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
dekhtii hai halqa-e-gardan me.n saaz-e-dil-barii
KHuun-e-israa.iil aa jaataa hai aaKHir josh me.n
Allama Iqbal
Nazm
lenin
aasaar to kuchh kuchh nazar aate hai.n ki aaKHir
tadbiir ko taqdiir ke shaatir ne kiyaa maat
Allama Iqbal
Nazm
umid
vo sub.h kabhii to aa.egii
biite.nge kabhii to din aaKHir ye bhuuk ke aur bekaarii ke