SEARCH RESULTS
Showing search results for "آدمیت"
Nazm MATCHES FOR "آدمیت"
Nazm
hinDola
kahaaniyaa.n jo sunuu.n un me.n Duub jaataa thaa
ki aadmii ke liye aadmii kii jag-biitii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ek lamha
zehn jaag uThtaa hai ruuh jaag uThtii hai
naqsh aadmiyat ke jagmagaane lagte hai.n
Kaifi Azmi
Nazm
rishwat
log ham se roz kahte hai.n ye aadat chho.Diye
ye tijaarat hai KHilaaf-e-aadmiyat chho.Diye
Josh Malihabadi
Nazm
KHwab-e-sahar
aadmii minnat-kash-e-arbaab-e-irfaa.n hii rahaa
dard-e-insaanii magar mahruum-e-darmaa.n hii rahaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aazadi
muflisii se karte hai.n jab aadamiyat ko judaa
jab lahuu piite hai.n tahziib-o-tamaddun ke KHudaa
Ali Sardar Jafri
Nazm
chup na raho
jagmagaane lagaa tarshe hu.e hiire kii tarah
aadamiyyat kaa zamiir
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
zaban jis ko har ek bole usi ka nam hai urdu
musalsal irtaqaa-e-aadamiyat is se maz.har hai
ba-qaid-e-nutq-e-'maajid' rahbar-e-aqvaam hai urdu
Majid-ul-Baqri
Nazm
musafir
aur is ke baa'd super market pe chho.D diyaa
jahaa.n bas ek hii me.aar-e-aadamiyat thaa
Mustafa Zaidi
Nazm
guru-nanak dev ji
tirii navaa ne diyaa nuur aadamiyat ko
miTaa ke rakh diyaa hirs-o-havaa kii zulmat ko
Darshan Singh
Nazm
gandhi-jayanti par
hamaare dil munavvar kar diye nuur-e-mohabbat se
hu.e aagaah ahl-e-dahr ramz-e-aadamiyat se
kanval Dibaivi
Nazm
parwin-shakir
aur dard-e-jahaan-e-aadamiyat
TuuTe hu.e dil me.n Dhal rahaa thaa
Ali Sardar Jafri
Nazm
mera watan
aap aalam me.n tuu hai apnii misaal
aadamiyyat kii aur shujaa.at kii