SEARCH RESULTS
Showing search results for "آشنا"
Nazm MATCHES FOR "آشنا"
Nazm
raqib se!
aashnaa hai.n tire qadmo.n se vo raahe.n jin par
us kii mad.hosh javaanii ne inaayat kii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Dhaka se wapsi par
ham ki Thahre ajnabii itnii mudaaraato.n ke ba.ad
phir bane.nge aashnaa kitnii mulaaqaato.n ke ba.ad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere sare logo
aashnaa haath hii aksar mirii jaanib lapke
mere siine me.n sadaa apnaa hii KHanjar utraa
Ahmad Faraz
Nazm
talib-ilm
KHudaa tujhe kisii tuufaa.n se aashnaa kar de
ki tere bahr kii maujo.n me.n iztiraab nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
rafta o haazir ko goyaa paa-ba-paa is ne kiyaa
ahd-e-tiflii se mujhe phir aashnaa is ne kiyaa
Allama Iqbal
Nazm
walid sahab ke nam
vo aashnaa mire har karb se rahe har dam
jo khul ke ro nahii.n paataa magar sisaktaa hai
Tahir Shaheer
Nazm
wasoKHt
aa.e to yuu.n ki jaise hamesha the mehrbaa.n
bhuule to yuu.n ki jaise kabhii aashnaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm
jab aashnaa thii mohabbat kii har galii mujh se
mai.n zindagii se bahut KHush thaa zindagii mujh se
Balmohan panday
Nazm
muflisi
har aan dosto.n kii mohabbat ghaTaatii hai
jo aashnaa hai.n un kii to ulfat ghaTaatii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
teraa milnaa KHayaal-o-KHvaab hu.aa
phir bhii naa-aashnaa nahii.n kahtaa
Saifuddin Saif
Nazm
shama aur shair
گل بہ دامن ہے مري شب کے لہو سے ميري صبح
ہے ترے امروز سے نا آشنا فردا ترا