SEARCH RESULTS
Showing search results for "ابرو"
Nazm MATCHES FOR "ابرو"
Nazm
guftugu (Hind Pak dosti ke nam)
chashm o abruu ke ishaaro.n me.n mohabbat hogii
nafrat uTh jaa.egii mehmaan muravvat hogii
Ali Sardar Jafri
Nazm
KHadsha
ye dha.Dkano.n kii zabaa.n bolte hu.e abruu
kamand Daal rahe hai.n mire KHayaalo.n par
Mohsin Naqvi
Nazm
yaad-e-aligarh
bahut yaad aataa hai guzraa zamaana
vo ruKH aaftaabii pe abruu hilaalii
Aabidullah Ghazi
Nazm
ajib qissa hai
ek duniyaa basaa.ii hai to
har ek abruu ne jaise ham par kamaan taanii
Javed Akhtar
Nazm
parchhaiyan
sakuu.n-numaa KHam-e-abru ye adh-khulii.n palke.n
har ik nigaah se aiman kii bijliyaa.n lapke.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
taKHliq
muu-qalam halqa-e-abruu ko banaa de KHanjar
lafz nauho.n me.n raqam mad.h-e-ruKH-e-yaar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
jagir
in kii Gairat pe har ik haath jhapaT saktaa hai
in ke abruu kii kamaane.n na tanii hai.n na tanii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
is tarah bhii tum agar laa.e na abruu par shikan
sar tumhaare paa.nv par aaKHir jhukaayaa jaa.egaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
ilm ki zarurat
isii ke jumbish-e-abruu pe hai england kaa Garra
isii ke hai.n sab aavurde francisi o albaanii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
dil-o-dimagh ko ro lunga aah kar lunga
ye nau-bahaar ye abruu, havaa ye rang sharaab
chalo jo ho so ho ab to gunaah kar luu.ngaa
Akhtar Shirani
Nazm
ye kaun uTha hai sharmata
bhiinii bhiinii bar me.n KHushbuu
baa.nkii chitvan simTe abruu
Josh Malihabadi
Nazm
aadmi
patlii gardan patle abruu patle lab patlii kamar
jitnaa biimaar aadmii itnaa trahdaar aadmii