SEARCH RESULTS
Showing search results for "احساس_فراواں"
Nazm MATCHES FOR "احساس_فراواں"
Nazm
un ka jashn-e-sal-girah
ik rang saa ruKH par kabhii halkaa kabhii gahraa
har saa.ns me.n ehsaas-e-faraavaa.n kii kahaanii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
chand lamhe
chand lamhe jinhe.n ik laGzish-e-paa ne merii
kahii.n maazii ke a.ndhero.n me.n kuchal Daalaa thaa
Khursheed Rizvi
Nazm
wo ishq jo hum ko lahiq tha
vo ishq jo ham ko laahiq thaa
shab-haa-e-siyah ke daaman me.n
Sajida Zaidi
Nazm
baad-az-waqt
dil ko ehsaas se do-chaar na kar denaa thaa
saaz-e-KHvaabiida ko bedaar na kar denaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mahaul
ab sitaaro.n me.n javaanii nahii.n raqsaa.n ko.ii
chaa.nd ke nuur me.n naGmaat ke sailaab nahii.n
Nazeer Mirza Barlas
Nazm
ulfat
tuu mire paas rahe mai.n tirii ulfat me.n fanaa
jaise a.ngaaro.n pe chhii.nTo.n se dhu.aa.n
Abrarul Hasan
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gulshan-e-yaad me.n gar aaj dam-e-baad-e-sabaa
phir se chaahe ki gul-afshaa.n ho to ho jaane do
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sada-kar
sun.ne vaalo.n ko dha.Daktii hu.ii tanhaa.ii me.n
kaun dar aataa hai chupke se tamannaa ban kar
Mohsin Ehsan
Nazm
maut
kaun aavaara havaa.o.n kaa subuk-baar hujuum
aah ehsaas kii zanjiir garaa.n TuuT ga.ii
Akhtarul Iman
Nazm
waqt bita hai magar
apne biite hu.e lamho.n ke dariicho.n se mujhe
duur tak KHvaab ke viiraane nazar aate hai.n
Nazm
jo hum pe guzri
shiddat-e-dard kaa ehsaas sivaa hai ab bhii
sham-e-Gam aur farozaa.n sii nazar aatii hai