SEARCH RESULTS
Showing search results for "اسم_بامسمیٰ"
Nazm MATCHES FOR "اسم_بامسمیٰ"
Nazm
sarae
larazte kaa.npte kamzor buu.Dhe suuraj kaa
lahuu bahaa chukaa qazzaaq-e-aafriida-e-shab
Hosh Jaunpuri
Nazm
sada-e-jawedan
vaahime kii siskiyaa.n chaaro.n taraf
aur un me.n ik sadaa sab se alag
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
sadiqin
tum ThiThurtii guzartii ho.ii shaam kii mad-bharii raushnii se
churaa.e hu.e chaar pal kii kathaa
Sidra Afzal
Nazm
nazm bane
hijr ke tapte hu.e sahraa me.n
ko.ii biimaar shifaayaab na ho paa.e use
Omainuz Zahra Sayyad
Nazm
sailani ruh
mai.n thiraktii huu.n saarangiyo.n kii na.ii jaavedaanii dhuno.n par
mire baablaa
Irfan Shahood
Nazm
zamin aur suraj
bataate hai.n mire abbuu ki gol hai duniyaa
KHud apnii kiilii pe chakkar lagaatii rahtii hai
Mehdi Pratapgarhi
Nazm
use sab ne dekha
dhuul kii aavaaz me.n jal-thal samundar gum hu.e
dar-band chehre masKH
Saadat Saeed
Nazm
siyasat
mukaddar hai fazaa-e-aalam-e-imkaa.n siyaasat se
bahut be-aabruu hai aaj-kal insaa.n siyaasat se
Rahbar Jaunpuri
Nazm
lab-e-ju-e-bare
ab isii vaqt ko.ii jal kii parii aa jaa.e
baa.nsurii haath me.n le kar mai.n gvaalaa ban jaa.uu.n
Meeraji
Nazm
sajda
phir usii shoKH kaa KHayaal aayaa
phir nazar me.n vo KHush-jamaal aayaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
kitab ka kiDa
diq tujh se kitaabe.n hai.n bahut karam kitaabii
tuu dushman-e-duzdiida hai KHaakii ho ki aabii
Aziz Hamid Madni
Nazm
shauq
shaam jab Dhaltii hai mai.n apne KHaraabe kii taraf
loTtaa huu.n sar-niguu.n, bojhal qadam
Iftikhar Aazmi
Nazm
aazadi
jii me.n aataa hai ham bhii u.Daane.n bhare.n
aasaano.n kii niilii hado.n ko chhu.e.n