SEARCH RESULTS
Showing search results for "التفات"
Nazm MATCHES FOR "التفات"
Nazm
shayad
mashaam-e-jaa.n me.n mere aashtii-mandaana aatii ho
judaa.ii me.n balaa kaa iltifaat-e-mehramaana hai
Jaun Eliya
Nazm
ummid-e-sahar ki baat suno
musaafir-e-rah-e-sahraa-e-zulmat-e-shab se
ab iltifaat-e-nigaar-e-sahar kii baat suno
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dildar dekhna
us dil-navaaz shahr ke atvaar dekhnaa
be iltifaat bolnaa, bezaar dekhnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aawaz ke sae
ajab paagal sii la.Dkii thii
vo mere iltifaat-e-chashm par naazaa.n
Qamar Jahan Naseer
Nazm
Dimensions
mujhe KHizaa.n aur bahaar ke raabto.n me.n jiinaa hai
phuul kaa iltifaat kaa.nTe ke talKH ta.ane
Tabish Kamal
Nazm
hunuz yaad hai
hanuuz yaad hai 'jauhar' ko ai nigaar-e-jamiil
vo iltifaat ke parde me.n ijtinaab tiraa
Jauhar Nizami
Nazm
tanhai tumhein yaad karti hai
samajh lo phir mujhe tum iltifaat ke qaabil
banaa do merii KHushii ko hayaat ke qaabil
Bismil Dehlavi
Nazm
dashta
jis ne vaa kii mujh pe chashm-e-iltifaat
mujh ko samjhaa apnii saarii kaa.enaat
Qayyum Nazar
Nazm
achchhi baat bhali lagti hai
dahqaa.n KHush hai.n hariyaalii par
apnii fasl kii KHush-haalii par
Iltefat Amjadi
Nazm
sharh-e-wardat
aap kaa har sitam bajaa lekin
ko.ii shai husn-e-iltifaat bhii hai
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
hanuz yaad hai
hanuuz yaad hai 'jauhar' ko ai nigaar-e-jamiil
vo iltifaat ke parde me.n ijtinaab tiraa
Jauhar Nizami
Nazm
chand aansu
kise sunaa.e.n vo dil kii dha.Dkan
jise javaabo.n kaa iltifaat-e-shu.uur-a.ngez
Ram Parkash Rahi
Nazm
shair
us kii hastii kii hai qiimat ik nigaah-e-iltifaat
hech KHuddaarii ke aage hai.n zamiin-o-aasmaa.n