SEARCH RESULTS
Showing search results for "امکان"
Nazm MATCHES FOR "امکان"
Nazm
hitch-hiker
naa-guziir aaj hu.aa jaise bichha.Dnaa apnaa
kal kisii roz mulaaqaat bhii imkaan me.n hai
Ahmad Faraz
Nazm
zindagi
zindagii ke na.e imkaan ne lii a.ng.Daa.ii
aur kaano.n me.n kahii.n duur se aavaaz aa.ii
Kaifi Azmi
Nazm
gunah
apne hii baada se labrez thaa paimaana miraa
us ke lauT aane kaa imkaan na thaa
Noon Meem Rashid
Nazm
main aa raha hun
jahaa.n se piichhe ko
lauT aane kaa ko.ii imkaan hii nahii.n hai
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
zimmedari
mai.n samajhtii huu.n ki is kaa ko.ii imkaan nahii.n
lekin school to paabandii se jaa.o beTe
Asna Badr
Nazm
aurat
ek aadam ke alaava ko.ii insaan na thaa
mai.n na hotii to tumhaaraa ko.ii imkaan na thaa
Asad Rizvi
Nazm
shikast-e-ana
aas kaa ruup-mahl dast-e-tahii hai jaise
bahr-e-imkaan pe kaa.ii sii jamii hai jaise
Amjad Islam Amjad
Nazm
chashm-e-be-KHwab ko saman bahut
dard kii raah pe taskiin ke imkaan bahut!
hijr kaa dard kaThin hai phir bhii
Amjad Islam Amjad
Nazm
darKHwast
ki har ummiid har imkaan miT jaa.e
kahaa.n tak khii.nchnii hai Dor
Hasan Shahnawaz Zaidi
Nazm
hawa ruki hai to raqs-e-sharar bhi KHatm hua
chale bhii aa.o ki imkaan Dhuu.nDhtaa hai tumhe.n
jo ho sake to chale aa.o tum malik-zaada
Tariq Qamar
Nazm
shair-e-KHush-nawa
kisii taaza imkaan ko jagmagaataa
kahii.n duur phailii hu.ii kahkashaa.o.n me.n gum ho gayaa hai