SEARCH RESULTS
Showing search results for "بزاز"
Nazm MATCHES FOR "بزاز"
Nazm
shikwa
ai KHushaa aa.n roz ki aa.ii o ba-sad naaz aa.ii
be-hijaabaana suu-e-mahfil-e-maa baaz aa.ii
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
tire jamaal kii ra.anaa.iyo.n me.n kho rahtaa
tiraa gudaaz-badan terii niim-baaz aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
daraKHt-e-zard
suno raa.e-dahinda bin hu.e tum baaz mat aanaa
faqat 'zaryuun' ho tum ya.anii apnaa saabiqaa chho.Do
Jaun Eliya
Nazm
saqi-nama
hu.aa is tarah faash raaz-e-fara.ng
ki hairat me.n hai shiisha-baaz-e-fara.ng
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
narm dam-e-guftuguu garm dam-e-justujuu
razm ho yaa bazm ho paak-dil o paak-baaz
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar(3)
mire daruu.n me.n jaag uThe
mere daruu.n me.n ik jahaan-e-baaz-yaaftaa kii rel-pel jaag uThii
Noon Meem Rashid
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
titliyaa.n naachtii hai.n
phuul se phuul pe yuu.n jaatii hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
rishwat
gaah ham bante hai.n qumrii gaah vo bante hai.n baaz
aap ko ma.aluum kyaa aapas kaa ye raaz-o-niyaaz
Josh Malihabadi
Nazm
sham-e-ayaadat
vo nargis-e-siyaah-e-niim-baaz, mai-kada-ba-dosh
hazaar mast raato.n kii javaaniyaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
fabe-ayye aalaye rabbikuma tukazziban
maalaa baarii cabin ho.n yaa paa.nch sitaara hotel
kahii.n bhii qai karne se baaz nahii.n aate
Parveen Shakir
Nazm
ittifaqat
ik na.ii ziist kaa dar baaz kare.n!
aasmaa.n duur hai lekin ye zamii.n hai nazdiik