SEARCH RESULTS
Showing search results for "بسایا"
Nazm MATCHES FOR "بسایا"
Nazm
shikwa
tere ka.abe ko jabiino.n se basaayaa ham ne
tere qur.aan ko siino.n se lagaayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
mere ka.abe ko jabiino.n se basaayaa kis ne
mere qur.aan ko siino.n se lagaayaa kis ne
Allama Iqbal
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
pahnaa gahraa basantii jo.Daa
aur itr-e-suhaag me.n basaayaa
Parveen Shakir
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
nikaalaa kaabe se patthar kii muurato.n ko kabhii
kabhii buto.n ko banaayaa haram-nashii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
jackson-heights kii galiyo.n ko basaayaa ham ne
coney-island kii ziinat ko ba.Dhaayaa ham ne
Khalid Irfan
Nazm
dilli
duniyaa kii kitnii naslo.n ne is ko sajaayaa hai
har dharm diin zaat ne is ko basaayaa hai
Gulzar Dehlvi
Nazm
tumhaari aankhen
in aa.nkho.n me.n ek ghar basaayaa hai mai.n ne
tumhaare jism me.n ju.Dii hai magar
Darshika wasani
Nazm
koi rahbar koi sathi koi apna na mila
jab mujhe qaum ke haatho.n kaa sahaaraa na milaa
ho ke majbuur jahannam ko basaayaa mai.n ne
Waqif rae Barelvi
Nazm
ek kahani
duur saarii duniyaa se ik nagar basaayaa thaa
us kaa ek raajaa thaa us kii ek raanii thii
Masud Husain Khan
Nazm
tanhai
aur paayaa bhii use
apne roz-o-shab me.n aksar hai basaayaa bhii use
Farzana Sabtain Farzi
Nazm
man
jab bhii kabhii jannat ko tasavvur me.n basaayaa
ai maa.n mirii KHud ko tire qadmo.n me.n hii paayaa