SEARCH RESULTS
Showing search results for "تعاقب"
Nazm MATCHES FOR "تعاقب"
Nazm
hum gunahgar aurten
ki ab ta.aaqub me.n raat bhii aa.e
to ye aa.nkhe.n nahii.n bujhe.ngii
Kishwar Naheed
Nazm
tu nahin jaanti
ki terii sadaa ke ta'aaqub me.n
mai.n kaise dariyaa.o.n sahraa.o.n aur jangalo.n se guzartaa hu.aa
Tahzeeb Hafi
Nazm
chand-chehra sitara-ankhen
hazaaro.n zulfo.n kaa ek sailaab-e-tund le kar
mire ta.aaqub me.n aa rahe hai.n
Obaidullah Aleem
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
mai.n aisii tasviir ke ta.aaqub me.n ghuumtaa thaa
jo tuu hai mai.n huu.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
gurez
magar yahaa.n bhii ta.aaqub kiyaa haqaa.eq ne
yahaa.n bhii mil na sakii jannat-e-shakebaa.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
khanDar
aaj Thukraa ke har ik maslahat-andeshii ko
tere saa.e ke ta.aaqub me.n chalaa jaa.uu.ngaa
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
umr-e-gurezan ke nam
sub.h uTh jaataa huu.n jab murG azaa.n dete hai.n
aur roTii ke ta.aaqub me.n nikal jaataa huu.n
Akhtarul Iman
Nazm
KHud-supurdagi
pa.e tartiib sahaaro.n kaa ta.aaqub chho.Do
soch ke baKHt me.n iz.haar kaa lamha kab thaa
Amjad Islam Amjad
Nazm
etiraf
chho.D kar apne ta.aaqub me.n nigaahe.n apnii
kho gayaa kaakul-o-ruKHsaar ke afsaano.n me.n