SEARCH RESULTS
Showing search results for "تنقید"
Nazm MATCHES FOR "تنقید"
Nazm
wirsa
kaun kahtaa hai ki haalaat pe tanqiid na kar
hukmaraano.n ke Galat da.avo.n kii tardiid na kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
surKH sitara
rakh diye jaa.e.nge shamshiir ke zer-e-saaya
dast-e-maatam lab-e-fariyaad, zabaan o tanqiid
Amir Usmani
Nazm
hum bure log hain
shahar-e-pur-hausla me.n
sheva-e-ahal-e-hunar par kabhii tanqiid na kii
Saleem Kausar
Nazm
id
aap ne tanqiis kar dii daastaan-e-shauq kii
meraa ye armaan thaa tanqiid honii chaahiye
Maikash Akbarabadi
Nazm
eid
aap ne tanqiis kar dii daastaan-e-shauq kii
meraa ye armaan thaa tanqiid honii chaahiye
Maikash Hyderabadi
Nazm
trahdar kahan se laun
saaz-e-fitrat pe Gazal-KHvaa.n hai shu.uur-e-tanqiid
kaaGzii kaakul-o-ruKHsaar kahaa.n se laa.uu.n
Bebak Bhojpuri
Nazm
intellectual
tanqiid chhe.D-chhaa.D hai tahqiiq khod-khaad
chalte hai.n yuu.n qalam ki chale jis tarah se hal
Raza Naqvi Vahi
Nazm
radd-e-amal
ba.De saKHt lahje me.n tanqiid hogii
magar ko.ii pyaalii na haatho.n se chhuuTii
Zubair Rizvi
Nazm
sarqa-o-tawarud
tanqiid kare.n aap zaraa soch samajh kar
ulTaa na pa.De aap kii gardan pe ye harba
Muneer Wahidi
Nazm
ahsan taqwim
ta.amiir kiyaa teshaa-e-fan se chaman-e-dahr
tanqiid-e-haq-aasaar bhii iijaad hai ham se
Bebak Bhojpuri
Nazm
saqi
tiraa ye rind-e-sar-gashta jise 'faaruuq' kahte hai.n
isii tanqiid ke chalte bahut badnaam hai saaqii
Shameem Farooq Banspari
Nazm
afkar pareshan
is aalam-e-vajuud pe tanqiid kyaa karuu.n
ab mujh ko aib-juu.ii kii aadat nahii.n rahii
Ameer Chand Bahar
Nazm
aagha-hashr kashmiri
majlisii la.anat par ab tanqiid farmaa.egaa kaun
aur use ra.ngiin pairaa.e me.n samjhaa.egaa kaun
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
sal-e-nau
qalam kii duniyaa me.n tanqiid kii numaa.ish ho
na tiikhe lahje ka.De tevaro.n ke saath aa.e