SEARCH RESULTS
Showing search results for "جشن"
Nazm MATCHES FOR "جشن"
Nazm
ai sharif insano
fat.h kaa jashn ho ki haar kaa sog
zindagii mayyato.n pe rotii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
jashn-e-ghaalib
urdu ke ta'alluq se kuchh bhed nahii.n khultaa
ye jashn ye ha.ngaama KHidmat hai ki saazish hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
gandhi ho ya ghaalib ho
'gaa.ndhii' ho yaa 'Gaalib' ho
KHatm hu.aa dono.n kaa jashn
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaKHiri mulaqat
aa.o ki jashn-e-marg-e-mohabbat manaa.e.n ham!
aatii nahii.n kahii.n se dil-e-zinda kii sadaa
Akhtarul Iman
Nazm
tum nahin aae the jab
roz gaa.egii sahar tahniyat-e-jashn-e-firaaq
aa.o aane kii kare.n baate.n ki tum aa.e ho
Ali Sardar Jafri
Nazm
hinDola
faraaz-e-koh-e-himaala ye daur-e-ga.ng-o-jaman
aur in kii god me.n parvarda kaarvaano.n ne
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
mere bhii hai.n kuchh KHvaab
vo KHvaab ki asraar nahii.n jin ke hame.n aaj bhii ma.aluum
Noon Meem Rashid
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
jashn-e-aziim is saal hu.aa hai
shaahii fort me.n ball hu.aa hai
Akbar Allahabadi
Nazm
buniyaad kuchh to ho
maqtal me.n kuchh to rang jame jashn-e-raqs kaa
ra.ngii.n lahuu se panja-e-sayyaad kuchh to ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
eid
chalo ham eid manaa.e.n ki jashn kaa din hai
KHushii ke giit sunaa.e.n ki jashn kaa din hai
Shifa Kajgavnwi
Nazm
pyar ka jashn
pyaar kaa jashn na.ii tarah manaanaa hogaa
Gam kisii dil me.n sahii Gam ko miTaanaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
ham ne kyaa jurm kiyaa apnii ibaadat ke liye
sirf miilaad kiyaa jashn-e-vilaadat ke liye