SEARCH RESULTS
Showing search results for "خاکسار"
Nazm MATCHES FOR "خاکسار"
Nazm
qahqahe
yuunus jo phe.nkte hai.n kabhii mujh pe belcha
mai.n ban ke KHaaksaar lagaataa huu.n qahqahe
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
charagh-e-lamha
zamii.n kii KHaak hai.n ham KHaaksaar rahte hai.n
ye teraa meraa ye apne paraa.e kuchh bhii nahii.n
Nashir Naqvi
Nazm
KHwabon ke byopari
kuchh zaKHmii KHvaab the kaa.nTo.n par
kuchh KHaakistar se kajre the
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
kaho ki aaj bhii ham sab agar KHamosh rahe
to is damakte hu.e KHaak-daa.n kii KHair nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
jitnii shaamo.n kaa sonaa hai
us ko KHaakistar honaa hai
Mohsin Naqvi
Nazm
KHizr-e-rah
phuu.nk Daale ye zamiin-o-aasmaan-e-musta'aar
aur KHaakistar se aap apnaa jahaa.n paidaa kare
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii kii aag kaa anjaam KHaakistar nahii.n
TuuTnaa jis kaa muqaddar ho ye vo gauhar nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
جس کي خاکستر ميں ہے اب تک شرار آرزو
خال خال اس قوم ميں اب تک نظر آتے ہيں وہ
Allama Iqbal
Nazm
yaksui
zindagii sho.ala-e-be-baak banaa lo apnii
KHud ko KHaakistar-e-KHaamosh banaatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
main aur main!
ahd ki dono.n ek hii aag me.n jalte rahe.nge
aag ki jis me.n jal kar jism hu.aa KHaakistar
Saqi Faruqi
Nazm
ye kaun aaya
KHaakistar-e-dil ko hai phir shola-ba-jaa.n honaa
hairat kaa jahaa.n honaa hasrat kaa nishaa.n honaa
Ibn e Insha
Nazm
taj-mahal
ye gul-kada kahiye jise firdaus kaa KHaaka
hai dafn yahii.n KHaak me.n sarmaaya vafaa kaa
Mahshar Badayuni
Nazm
nashat-e-umid
hotaa hai shikva kabhii taqdiir kaa
u.Dtaa hai KHaaka kabhii tadbiir kaa