SEARCH RESULTS
Showing search results for "دیے"
Nazm MATCHES FOR "دیے"
Nazm
urdu
hai 'zauq' kii azmat ki diye mujh ko sahaare
'chakbast' kii ulfat ne mire KHvaab sa.nvaare
Iqbal Ashhar
Nazm
etiraf
mai.n ne phir tere tasavvur ke kisii lamhe me.n
terii tasviir pe lab rakh diye aahista se!
Parveen Shakir
Nazm
26 january
jamhuuriyat-navaaz bashar-dost amn-KHvaah
KHud ko jo KHud diye the vo alqaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
go Gulaamii kaa lag gayaa dhabba
na chhuTaa un se des par na chhuTaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
ganga kinare
KHuluus ke aise diye jalaa.e.n
bujhaa sake na jin ko muKHaalif havaa.e.n
Fauzia Mughal
Nazm
hinDola
isii zamii.n pe kabhii shazaada-e-'KHurram'
zaraa sii dil-shikanii par jo ro diyaa hogaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaKHiri lamha
ba.Dii aziim hai aadarsh kii hifaazat bhii
kabhii ye gul bhii nazar ko fareb dete hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
eid
kis ne kar diye paamaal saaya-daar shajar
ja.De.n kahii.n pe kaTii.n aur kahii.n bache na samar
Shifa Kajgavnwi
Nazm
lab pe pabandi to hai
bujh rahe hai.n ek ik kar ke 'aqiido.n ke diye
is a.ndhere kaa bhii lekin saamnaa karnaa to hai