SEARCH RESULTS
Showing search results for "زیادہ"
Nazm MATCHES FOR "زیادہ"
Nazm
shayad
ki ab tum mujh ko pahle se ziyaada yaad aatii ho
hai dil Gamgii.n bahut Gamgii.n
Jaun Eliya
Nazm
safar ke waqt
bahut ziyaada na piinaa ki kuchh na yaad aa.e
jo lucknow me.n hu.aa thaa vo ab dobaara na ho
Jaun Eliya
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
garche mil-baiThe.nge ham tum to mulaaqaat ke baa'd
apnaa ehsaas-e-ziyaa.n aur ziyaada hogaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm
ziyaada vaqt na guzraa thaa is ta'alluq ko
ki is ke baa'd vo lamha qarii.n qarii.n aaya
Tahzeeb Hafi
Nazm
zauq o shauq
fursat-e-kashmukash me.n ii.n dil be-qaraar raa
yak do shikan zyaada kun gesuu-e-taabdaar raa
Allama Iqbal
Nazm
marhum aur mahrum
mirii hayaat ye hai aur ye tumhaarii qazaa
ziyaada kis se kahuu.n aur kis ko kam bolo
Zubair Ali Tabish
Nazm
ek mulaqat
rukii to aaise ki jaise tirii riyaazat ko
ab is samar se ziyaada samar mile na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
to behtar hai yahi
vo jo is Gam se ziyaada jaa.n-gusil qaatil rahaa
vo jo ik sail-e-balaa-a.ngez thaa apne liye
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
mujhe yaqiin hai in unsurii manaazir se
ki aam bachcho.n se letaa thaa mai.n ziyaada asar
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tumhein pyar hai, to yaqin do,
jo tumhaare pyaar se le rahii ho.n mushaabahate.n
jo ho sab se ziyaada buland-o-baalaa alag-thalag