SEARCH RESULTS
Showing search results for "سامعین"
Nazm MATCHES FOR "سامعین"
Nazm
hubb-e-watan
dil-lagii ke bahut mile saamaan
par na bhuule vatan ke registaan
Altaf Hussain Hali
Nazm
karachi ka mawasalati mushaira
shaa.er idhar hai, sadr udhar, saama.iin udhar
mai.n phuu.nk maartaa huu.n to bajtii hai biin udhar
Khalid Irfan
Nazm
mushaera
jo saama.iin hai.n un par bhii nii.nd taarii hai
savaarii us ko milii jis pe fazl-e-baarii hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
curfew mein mushaera
kaisii nikal rahii thii sadaa gun-machine se
jaise kisii ko daad mile saama.iin se
Khalid Irfan
Nazm
kirdar
kyaa saama.iin kii taaliyaa.n
aur naqqaado.n kii daad mai.n ne haasil kii
Elizabeth Kurian Mona
Nazm
KHidmat-e-adab
le kar magar zehaanat-e-fitrii se kaam ham
dam-bhar me.n saama.iin ko karte hai.n raam ham
Raza Naqvi Vahi
Nazm
taj-mahal
lekin un ke liye tash.hiir kaa saamaan nahii.n
kyuu.nki vo log bhii apnii hii tarah muflis the
Sahir Ludhianvi
Nazm
daraKHt-e-zard
nazar se duur manzar kaa sar-o-saamaan-e-sarvat ho
hamaarii umr kaa qissa hisaab andoz-e-aanii hai
Jaun Eliya
Nazm
kutte
zamaane kii phaTkaar sarmaaya in kaa
jahaa.n bhar kii dhutkaar in kii kamaa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
aur ye sarmaaya-o-mehnat me.n hai kaisaa KHarosh
ho rahaa hai asia kaa KHirqa-e-deriina chaak
Allama Iqbal
Nazm
lenin
kab Duubegaa sarmaaya-parastii kaa safiina
duniyaa hai tirii muntazir-e-roz-e-mukaafaat
Allama Iqbal
Nazm
qatil
mujh ik havasnaak-e-faromaaya kii KHaatir
saaz o saamaan-e-nashaat o nashsha-e-ishrat-fuzuunii the
Jaun Eliya
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ilm o hikmat rahzan-e-saamaan-e-ashk-o-aah hai
ya.anii ik almaas kaa Tuk.Daa dil-e-aagaah hai