SEARCH RESULTS
Showing search results for "سجا"
Nazm MATCHES FOR "سجا"
Nazm
mujhse pahle
ek be-naam sii ummiid pe ab bhii shaayad
apne KHvaabo.n ke jaziiro.n ko sajaa rakkhaa ho
Ahmad Faraz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hijr ki rakh aur visal ke phul
terii dahliiz par sajaa aa.e
phir tirii yaad par cha.Dhaa aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jugnu
isii ke biich me.n hai ek pe.D piipal kaa
sunaa hai mai.n ne buzurgo.n se ye ki umr us kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
eid
dilo.n se apne adaavat miTaa ke eid manaa.e.n
kisii ke lab pe tabassum sajaa ke eid manaa.e.n
Shifa Kajgavnwi
Nazm
dua dua chehra
kabhii sajaa hu.aa aa.iine me.n
kabhii du.aa banaa vo ziine me.n
Obaidullah Aleem
Nazm
aurat
hai maa.n to dil-o-jaa.n se luTaatii hai sadaa pyaar
mamtaa ke liye phirtii hai daulat sar-e-baazaar
Rahbar Jaunpuri
Nazm
etimad
mere be-KHvaab dariicho.n ko sulaa jaa.egaa
mere kamre ko saliiqe se sajaa jaa.egaa
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
bachpan
vo lamhe vo yaade.n sajaa kar ke yaaro
ye naashaad dil shaad karne lagaa huu.n
Nitin Nayab
Nazm
wo shaKH-e-mahtab kaT chuki hai
ki jis pe tum ne giraft-e-va.ada kii reshmii shaal ke sitaare sajaa diye the
bahut dino.n se
Mohsin Naqvi
Nazm
idhar na dekho
jo harf-e-haq kii saliib par apnaa tan sajaa kar
jahaa.n se ruKHsat hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bhaarat ke musalman
'haafiz' ke tarannum ko basaa qalb-o-nazar me.n
'ruumii' ke tafakkur ko sajaa qalb-o-nazar me.n
Jagan Nath Azad
Nazm
intishaar
sajaa-sa.nvaar ke jis ko hazaar naaz kiye
usii pe KHaaliq-e-kaunain sharmsaar saa hai