SEARCH RESULTS
Showing search results for "سنوار"
Nazm MATCHES FOR "سنوار"
Nazm
aaKHiri lamha
tum is zamiin ko kuchh aur bhii sa.nvaar sako
amal tumhaaraa ye taufiiq de sake tum ko
Jan Nisar Akhtar
Nazm
intishaar
sajaa-sa.nvaar ke jis ko hazaar naaz kiye
usii pe KHaaliq-e-kaunain sharmsaar saa hai
Kaifi Azmi
Nazm
nazm
duniyaa ne mere paa.nv me.n zanjiir Daal dii
chaaho jo tum to meraa muqaddar sa.nvaar do
Shahid Kabir
Nazm
pandrah august
har gosha-e-vatan ko nikhaaro sa.nvaar do
mahkaa.o lahlahaa.o ki pa.ndrah august hai
Maftun Kotvi
Nazm
qahqahe
kartaa hai Dhe.nchuu.n Dhe.nchuu.n mire ilm kaa gadhaa
hotaa huu.n jab savaar lagaataa huu.n qahqahe
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
KHwatin ka bank
baiThii hai.n apne saamne gesuu sa.nvaar ke
locker me.n rakh diyaa hai dupaTTa utaar ke
Khalid Irfan
Nazm
bahaar ka mausam
KHizaa.n ne pe.Do.n ke libaas phe.nke the utaar kar
dulhan banaa diyaa unhe.n bahaar ne sa.nvaar kar
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
KHwab
thakaan saarii utaaruu.n tirii dabaa.uu.n sar
pilaa.uu.n sharbat-e-sandal sa.nvaar ke tire baal
Sadiya Safdar Saadi
Nazm
bhagwan-kirshn
merii duniyaa sa.nvaar dii us ne
merii ruuh-e-ravaa.n hai meraa kirshn