SEARCH RESULTS
Showing search results for "سہل_طلب"
Nazm MATCHES FOR "سہل_طلب"
Nazm
ai ishq-e-junun-pesha
jo ruup bhii dhaare the kuchh sahl-talab bhii the
vo bhii hame.n pyaare the
Ahmad Faraz
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
ham sahal-talab kaun se farhaad the lekin
ab shahr me.n tere ko.ii ham saa bhii kahaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shab-charagh
giit phir Duub ga.e KHvaab ke viiraano.n me.n
phir luTii bazm-e-tarab saaz-e-tarab phir TuuTaa
Qamar Raees
Nazm
tamir-e-nau
ye zindagii hai bahar-haal zindagii kii talab
talab na ho to javaa.n-saal hausle na rahe.n
Sahba lakhnavi
Nazm
maut ka sal
ye ahd-e-nau kaa chalan hai yaa ye shauq tumhaaraa azalii hai
tum calender taariiKHo.n ko
Qamar Jahan Naseer
Nazm
nazr-e-Khaalida
shauq kii shorish jamaal-o-nuur kaa sailaab hai
har kalii saaz-e-tarab hai har nazar mizraab hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
muslim-league
log kahte hai.n ki aamaada-e-islaah hai league
ye agar sach hai to ham ko bhii ko.ii ja.ng nahii.n
Shibli Nomani
Nazm
purani se nai paud tak
raat me.n KHvaab bhii the
raat jab baaG ke ho.nTo.n pe tabassum na rahaa
Noon Meem Rashid
Nazm
gul-dan
saal-haa-saal bayaabaan-e-gumaa.n ko sii.nchaa
KHuun-e-idraak se aab-e-jaa.n se
Arif Abdul Mateen
Nazm
nae sal ki subh
ruuh-e-insaa.n kii javaa.n tishna-labii kii KHaatir
za.ng-aaluud tamannaa.o.n kii zanjiir liye
Sohan Rahi
Nazm
doraha
jaag ai narm-nigaahii ke pur-asraar sukuut
aaj biimaar pe ye raat bahut bhaarii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
wentilator par paDi mohabbat
mohabbat kahne ko lafz hai magar
jise tum na samjhe vo ehsaas thaa
Manzar Latif
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
sar me.n shauq kaa saudaa dekhaa
dehlii ko ham ne bhii jaa dekhaa