SEARCH RESULTS
Showing search results for "شراب"
Nazm MATCHES FOR "شراب"
Nazm
ram
labrez hai sharaab-e-haqiiqat se jaam-e-hind
sab falsafii hai.n KHitta-e-maGrib ke raam-e-hind
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
chalii hai le ke vatan ke nigaar-KHaane se
sharaab-e-ilm kii lazzat kashaa.n kashaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
ek rah-guzar par
hazaar fitne tah-e-paa-e-naaz KHaak-nashii.n
har ik nigaah KHumaar-e-shabaab se ra.ngii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jugnu
sharaab-e-nuur liye sabz aabgiino.n me.n
ka.nval jalaate hu.e zulmato.n ke siino.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nau-jawan se
jalaal-e-aatish-o-barq-o-sahaab paidaa kar
ajal bhii kaa.np uThe vo shabaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shama aur shair
پھر يہ غوغا ہے کہ لاساقي شراب خانہ ساز
دل کے ہنگامے مےء مغرب نے کر ڈالے خموش
Allama Iqbal
Nazm
roTiyan
ThaTThaa ha.nsii sharaab sanam saaqii is sivaa
sau sau tarah kii dhuum machaatii hai.n roTiyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
lucknow
mutrib bhii hai sharaab bhii abr-e-bahaar bhii
shiiraaz ban gayaa hai shabistaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
chashm-e-siyaah me.n vo talaatum hai nuur kaa
jaise sharaab-e-naab me.n jauhar suruur kaa
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
baiTh jaate the jab kabhii lab-e-aab
dho ke uThte the dil ke daaG shitaab
Altaf Hussain Hali
Nazm
taaruf
na ahl-e-salaat aur na ahl-e-sharaab,
na ahl-e-adab aur na ahl-e-hisaab,
Noon Meem Rashid
Nazm
nura
behisht-e-javaanii kaa tohfa samajhiye
sharaab-e-mohabbat kaa ik jaam-e-ra.ngii.n