SEARCH RESULTS
Showing search results for "شفا"
Nazm MATCHES FOR "شفا"
Nazm
mere hamdam mere dost!
terii peshaanii se Dhal jaa.e.n ye tazliil ke daaG
terii biimaar javaanii ko shifaa ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
eid ka din
zahe-qismat hilaal-e-eid kii suurat nazar aa.ii
jo the ramzaan ke biimaar un sab ne shifaa paa.ii
Majeed Lahori
Nazm
hubb-e-watan
nit-na.e khulte hai.n davaa-KHaane
bante hai.n saik.Do.n shifaa-KHaane
Altaf Hussain Hali
Nazm
mere liye kaun sochta hai
sabhii ko apne badan kii shah-e-rag me.n
qatra qatra lahuu kaa laavaa u.nDelnaa hai
Mohsin Naqvi
Nazm
tazad
yaziid mausam-e-isyaa.n kaa laa-'ilaaj maraz
husain KHaak se KHaak-e-shifaa banaataa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
tiisare faaqe me.n ik girte hu.e ko thaamne
kas ke tum laa.e the sar shaah-e-zafar ke saamne
Josh Malihabadi
Nazm
munajat-e-bewa
tuu hii maraz de tuu hii davaa de
tuu hii davaa-daaruu me.n shifaa de
Altaf Hussain Hali
Nazm
eid
chalo ham eid manaa.e.n ki jashn kaa din hai
KHushii ke giit sunaa.e.n ki jashn kaa din hai
Shifa Kajgavnwi
Nazm
hum to majbur the is dil se
marham-e-yaas se maa.il-ba-shifaa hone lagaa
zaKHm-e-ummiid ko.ii phir se haraa hone lagaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek alamat
be-zabaa.n hogii to manTo kaa qalam likkhegaa
is shifaa-KHaana-e-aKHlaaq me.n nashtar ke qariib
Mustafa Zaidi
Nazm
shifa-KHana-e-hijaz
آئے ہيں آپ لے کے شفا کا پيام کيا
رکھتے ہيں اہل درد مسيحا سے کام کيا!
Allama Iqbal
Nazm
chaaragar
mire chaaragar mai.n huu.n biimaar teraa
tire haath hii shifaa chaahtaa huu.n
Darshan Singh
Nazm
ai watan ai watan
ai vatan KHaak terii hai KHaak-e-shifaa
chaa.nd-suuraj saa hai zarra zarra tiraa
Abdul Mannan Tarzi
Nazm
mera watan
dard-e-dil me.n ta.Dap ke mar jaa.uu.n
mai.n na Dhuu.nDuu.n kabhii shifaa terii