SEARCH RESULTS
Showing search results for "صفیر"
Nazm MATCHES FOR "صفیر"
Nazm
KHizr-e-rah
suu-e-garduu.n naala-e-shab-giir kaa bheje safiir
raat ke taaro.n me.n apne raaz-daa.n paidaa kare
Allama Iqbal
Nazm
chala aa raha hun samundaron ke visal se
vo parinde apnii talab me.n jo sar-e-kaar the
vo parinde jin kii safiir me.n thii.n risaalate.n
Noon Meem Rashid
Nazm
inqalab
qafas me.n band tire ham-safiir hai.n kab se
guzar bhii jaa ki tiraa intizaar kab se hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
israfil ki maut
aasmaano.n kii safiir aatii nahii.n
aalam-e-laahuut se ko.ii nafiir aatii nahii.n
Noon Meem Rashid
Nazm
bulbul
mujhe bhii ya.anii tiraa ham-safiir honaa hai
''tuu KHush banaal maraa baa tuu hasrat-e-yaarii ast
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
bagula
KHashmgii.n abruu pe Daale KHaak-aaluuda naqaab
ja.ngalo.n kii raah se aa.e safiir-e-inqalaab
Jan Nisar Akhtar
Nazm
holi
ik dhuum me.n bhii mujh ko jo kuchh KHayaal aayaa
laazim na thii ye harakat ai KHush-safiir tujh ko
Nazeer Akbarabadi
Nazm
urus-ul-bilad
ko.ii safiir kisii desh ke na.e mukhiyaa
mushiir-e-sanatii mansuuba-bandiyo.n ke liye
Akhtarul Iman
Nazm
bhaunre ki be-qarari
na vo sarv hai na vo aab-e-juu
na vo ham-safiir hai.n KHush-guluu
Suroor Jahanabadi
Nazm
andalib
is vaqt tuu jo kartii hai fariyaad ham-safiir
betaab aur kartii hai hijraa.n-nasiib ko
Azeemuddin Ahmad
Nazm
quqnus
tire halaq me.n vo safiir-e-KHvaab-e-aziim thii
ki KHalaa-e-fikr me.n kho ke jo
Saadat Saeed
Nazm
jugnu
rukii rukii sii safe.n malgajii ghaTaa.o.n kii
utaar par hai sar-e-sahn raqs piipal kaa