SEARCH RESULTS
Showing search results for "طلب_گار"
Nazm MATCHES FOR "طلب_گار"
Nazm
payam-e-ishq
سن اے طلب گار درد پہلو! ميں ناز ہوں ، تو نياز ہو جا
ميں غزنوي سومنات دل کا ، تو سراپا اياز ہو جا
Allama Iqbal
Nazm
zaKHm-e-tamanna
ek phuul kaa chaman me.n talabgaar mai.n hu.aa
vo phuul khil rahaa thaa sar-e-shaaKH aarzuu
Junaid Hazin Lari
Nazm
talabgar mard tha
raat kii zulf-e-siyah aur sa.nvartii hii rahii
raat kii zulf-e-siyah aur sa.nvartii hii rahii
Nazish Partap Gadhi
Nazm
shikwa
kaun sii qaum faqat terii talabgaar hu.ii
aur tere liye zahmat-kash-e-paikaar hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
taaruf
KHuub pahchaan lo asraar huu.n mai.n
jins-e-ulfat kaa talabgaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
asrar bahut hain
paagal-pan ke aasaar bahut hai.n
kahte nahii.n lekin talabgaar bahut hai.n
Azra Mughal
Nazm
uljhan
mai.n ne taaro.n pe nigaaho.n kii kamande.n phe.nkii.n
ek ra.ngiin haqiiqat kaa talabgaar rahaa
Nazeer Mirza Barlas
Nazm
hasan kuza-gar (2)
aur sarvat jo nahii.n us kaa talabgaar bhii mai.n!
tuu jo ha.nstii rahii us raat tazabzub pe mere
Noon Meem Rashid
Nazm
aadmi
mai.n na shabnam kaa parastaar na a.ngaaro.n kaa
na KHalaa.o.n kaa talabgaar na sayyaaro.n kaa
Mustafa Zaidi
Nazm
bujhti hui sard sham
na.e ujaalo.n na.e suuraj kii talabgaar banii hai
bujhtii hu.ii sard shaam ke tanhaa suuraj
Nayyar Rani Shafaq
Nazm
hum ek hain
taa-ziist isii ke liye sarshaar rahe.nge
is mai ke hamesha hii talabgaar rahe.nge
Shahid Sagri
Nazm
bhul bhaliyan
KHud hii ko Dhuu.nDne ke talabgaar the
KHud hii girdaab the KHud hii ma.njhdaar the
Takht Singh
Nazm
hasb-e-farmaish
mai.n tirii aa.nkh ko tashbiih duu.n maiKHaane se
aur KHud zahr-e-judaa.ii kaa talabgaar rahuu.n
Habib Jalib
Nazm
uTho naujawano
ye amn-o-amaa.n ke talabgaar bande
ye mazduur bande ye jii-daar bande
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
nam-e-KHumari
Garaz diin se hai na duniyaa se matlab
nigaah-e-karam kaa talabgaar huu.n mai.n
Sabir Abuhari
Nazm
bhaarat ke musalman
tuu dard-e-mohabbat kaa talabgaar azal se
tuu mehr-o-muravvat kaa parastaar azal se
Jagan Nath Azad
Nazm
dard-e-dil
dil miraa daulat-e-duniyaa kaa talabgaar nahii.n
ba-KHudaa KHaak-nashiinii se mujhe aar nahii.n