SEARCH RESULTS
Showing search results for "ظہور"
Nazm MATCHES FOR "ظہور"
Nazm
aadmi-nama
yaa.n tak jo ho chukaa hai so hai vo bhii aadmii
kul aadmii kaa husn o qubah me.n hai yaa.n zuhuur
Nazeer Akbarabadi
Nazm
zauq o shauq
aalam-e-aab-o-KHaak me.n tere zuhuur se faroG
zarra-e-reg ko diyaa tuu ne tuluu-e-aaftaab!
Allama Iqbal
Nazm
roTiyan
jis jaa pe haa.nDii chuulhaa tavaa aur tanuur hai
KHaaliq kii qudrato.n kaa usii jaa zuhuur hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
fatima bint-e-abdullah
تازہ انجم کا فضائے آسماں ميں ہے ظہور
ديدئہ انساں سے نامحرم ہے جن کي موج نور
Allama Iqbal
Nazm
goristan-e-shahi
ho chukaa go qaum kii shaan-e-jalaalii kaa zuhuur
hai magar baaqii abhii shaan-e-jamaalii kaa zuhuur
Allama Iqbal
Nazm
fana
jo KHaak se banaa hai vo aaKHir ko KHaak hai
hai aadmii kii zaat kaa us jaa ba.Daa zuhuur
Nazeer Akbarabadi
Nazm
shama
chashm-e-Galat nagar kaa ye saaraa qusuur hai
aalam zuhuur jalva-e-zauq-e-shu.uur hai
Allama Iqbal
Nazm
meri shaeri
vo nuur-aafrii.n ye zuhuur-aafrii.n hai
mire aa.ine me.n kuduurat nahii.n hai
Hafeez Jalandhari
Nazm
basant aur holi ki bahaar
dil raadhikaa kaa baada-e-ulfat se chuur hai
kuhnii se Thelne kii adaa kaa zuhuur hai
Ufuq Lakhnavi
Nazm
guru-nanak dev ji
vafaa-nigar ko haqiiqat-nigar kahaa tuu ne
zuhuur-e-ishq ko sachchii sahar kahaa tuu ne
Darshan Singh
Nazm
id
sub.h-e-saadiq kaa ho gayaa hai zuhuur
saarii duniyaa pe chhaa gayaa ik nuur
Hafeez Jalandhari
Nazm
wadi-e-pinhan
jis jagah har sub.h ko miltaa hai iima-e-zuhuur
aur bune jaate hai.n raato.n ke liye KHvaab ke jaal
Noon Meem Rashid
Nazm
baba guru-nanak dev
is tarah aaKHir hu.aa duniyaa me.n naanak kaa zuhuur
farsh-e-tilwanDii pe utraa arsh se rabb-e-Gafuur
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
ba.Dhii hu.ii thii nahuusat zavaal-e-paiham kii
tire zuhuur se taqdiir qaum kii chamkii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
mohabbat
mohabbat KHudaa kii haqiiqat kaa nuur
mohabbat kisii kaa payaam-e-zuhuur