SEARCH RESULTS
Showing search results for "عنوان"
Nazm MATCHES FOR "عنوان"
Nazm
aurat
terii hastii bhii hai ik chiiz javaanii hii nahii.n
apnii taariiKH kaa unvaan badalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
KHak-e-dil
dafn hai.n is me.n mohabbat ke KHazaane kitne
ek unvaan me.n muzmar hai.n fasaane kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
naya husn
mere afsaane kaa unvaan banii jaatii hai
Dhal ke saa.nche me.n haqiiqat ke kahaanii terii
Kaifi Azmi
Nazm
ba-shart-e-ustuwari
mere afkaar kaa unvaan-e-iraadat tum ho
mai.n tumhaaraa huu.n luTero.n kaa vafaadaar nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
pahli nazar
niichii nazro.n se vo kuchh kahnaa ba-unvaan-e-hayaa
aap kab tashriif laa.e.nge ye us kii iltijaa
Hasrat Jaipuri
Nazm
chashm-e-be-KHwab ko saman bahut
har taraf chiiKH sii chakraatii hai
hai.n mire dil ke liye dard ke unvaan bahut
Amjad Islam Amjad
Nazm
shauq-e-gurezan
merii hastii niyaaz-o-shauq sahii
is ko unvaan-e-daastaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hijr o visal
kuchh saaneho.n kii yaad hai unvaan-e-roz-o-shab
kuchh haadse hai.n nok-e-zabaa.n maah o saal ke