SEARCH RESULTS
Showing search results for "غل"
Nazm MATCHES FOR "غل"
Nazm
kisi ko udas dekh kar
mirii hayaat kii Gamgiiniyo.n kaa Gam na karo
Gam-e-hayaat Gam-e-yak-nafas hai kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
muflisi
bin murde ghar me.n shor machaatii hai muflisii
laazim hai gar Gamii me.n ko.ii shor-Gul machaa.e
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
tablo.n ke Thuke tabl ye saazo.n ke baje taar
raago.n ke kahii.n Gul kahii.n naacho.n ke ba.ndhe taar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
biwiyan
pahle-pahal to kahtii hai.n tum ho mire balam
tum mil ga.e to ho ga.e duniyaa ke duur Gam
Nashtar Amrohvi
Nazm
subh ki aamad
uTho sone vaalo ki mai.n aa rahii huu.n
ye chi.Diyaa.n jo pe.Do.n pe hai.n Gul machaatii
Ismail Merathi
Nazm
ab KHub hansega diwana
Gul hogaa murG o maahii me.n
is nau-aabaad tabaahii me.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
holi
hai dhuum se holii kii kahii.n shor kahii.n Gul
hotaa nahii.n kuchh rang chhi.Dakne me.n ta.ammul
Nazeer Akbarabadi
Nazm
shab-baraat
To.nTe havaa.ii sii.nk kahii.n qahqahate hai.n
zii.npaT-zapaT paTaaKHe kahii.n Gul machaate hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
sadaa-e-ra.ad hu.ii har kisii kaa Gul aur shor
ye la.Dke naaznii.n bole.n hai.n kokalaa juu.n mor
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ek purani kahani
phir yakaayak kisii tiisare chor kaa Gul machaa
jo kafan bhii churaataa
Zehra Nigaah
Nazm
holi
galii me.n kuuche me.n Gul shor ho rahe aksar
chhi.Dakne rang lage yaar har gha.Dii bhar bhar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
itne me.n gher mujh ko aur shor-o-Gul machaa kar
us dam kamar kamar tak ra.ng-o-gulaal aayaa