SEARCH RESULTS
Showing search results for "غلطیاں"
Nazm MATCHES FOR "غلطیاں"
Nazm
ek mansube mein dar-pesh dushwariyan
mai.n raushnii me.n itnii Galatiyaa.n kartaa huu.n
jitnii log a.ndhere me.n nahii.n karte ho.nge
Anwar Sen Roy
Nazm
ghalati
jahaa.n Taa.nge.n aur baazuu phailaa.e
chhoTii chhoTii Galatiyaa.n karne vaale
Rafiullah Mian
Nazm
taaruf
huur o Gilmaa.n kaa yahaa.n zikr nahii.n
nau-e-insaa.n kaa parastaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mujassama
ai siyah-faam hasiina tiraa 'uryaa.n paikar
kitnii pathraa.ii hu.ii aa.nkho.n me.n Galtiida hai
Ahmad Faraz
Nazm
hasin aag
terii har saa.ns me.n Galtaa.n hai.n javaanii ke sharaar
zindagii kii ye hasii.n aag mujhe bhii de de
Jan Nisar Akhtar
Nazm
kaun dekhega
us ek din ko jo suuraj kii raakh me.n Galtaa.n
inhii dino.n kii taho.n me.n hai kaun dekhegaa
Majeed Amjad
Nazm
saneha
raqsaa.n chalaa gayaa na Gazal-KHvaa.n chalaa gayaa
soz-o-gudaaz o dard me.n Galtaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
black-out
teraa armaan, tirii yaad liye jaan mirii
jaane kis mauj me.n Galtaa.n hai kahaa.n dil meraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zindagi
zaKHm khaa.e hu.e mazduur ke baazuu bhii to hai.n
KHaak aur KHuun me.n Galtaa.n hai.n nazaare kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
kya gul-badani hai
haatho.n pe hai ye chehra ki hai rehl pe qur.aa.n
aur chehra-e-gul-ra.ng me.n Galtaa.n o KHaroshaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
ek manzar
chaa.nd kaa dukh-bharaa fasaana-e-nuur
shaah-raaho.n kii KHaak me.n Galtaa.n