SEARCH RESULTS
Showing search results for "فرش_خاک"
Nazm MATCHES FOR "فرش_خاک"
Nazm
sukhe jazire ki dua
leTaa huu.n farsh-e-KHaak par kab se
mujhe KHud bhii nahii.n ko.ii pata
Yusuf Jamal
Nazm
shairi ka janaza
ik jamuudii kaifiyat chhaane lagii idraak par
'arsh se girtaa ho jaise ko.ii farsh-e-KHaak par
Barq Aashiyanvi
Nazm
barsat ki sham
kaam sone kaa banaa hai gumbad-e-aflaak par
zau-fagan hotaa hai aalam is kaa farsh-e-KHaak par
Bismil Allahabadi
Nazm
mazdur ki zindagi
jal rahaa hai sabza-e-be-ra.ng farsh-e-KHaak par
bhun rahaa hai dhuup kii tezii se getii kaa jigar
Shatir Hakeemi
Nazm
naya makan
ye farsh-e-KHaak thaa qaaliin-e-zar-fashaa.n apnaa
ye mahr o maah ye taare the apne ghar ke diye
Makhmoor Jalandhari
Nazm
israfil ki maut
marg-e-israafiil par aa.nsuu bahaa.o
vo KHudaa.o.n kaa muqarrab vo KHudaavand-e-kalaam
Noon Meem Rashid
Nazm
fana
duniyaa me.n ko.ii shaad ko.ii dard-naak hai
yaa KHush hai yaa alam ke sabab siina-chaak hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
parinda
parinda aasmaa.n kii niilguu.n mehraab ke us paar jaataa hai
parinda baal-o-par hai aa.nkh hai lekin
Balraj Komal
Nazm
mushahida
ruu-e-mahtaab kii zau-fishaanii liye
sach kii parchhaa.iyaa.n raqs me.n hai.n magan
Jameel Azimabadi
Nazm
tark-e-daryuza
ab na phailaau.ngaa mai.n dast-e-savaal
mai.n ne dekhaa hai ki majbuur hai tuu