SEARCH RESULTS
Showing search results for "فرقت"
Nazm MATCHES FOR "فرقت"
Nazm
ai mere sare logo
dil-nashii.n aa.nkho.n me.n furqat-zada kaajal royaa
shaaKH-e-baazuu ke liye zulf kaa baadal royaa
Ahmad Faraz
Nazm
kangan
apnii naazuk sii kalaa.ii me.n cha.Dhaatii mujh ko
aur betaabii se furqat ke KHizaa.n lamho.n me.n
Wasi Shah
Nazm
hubb-e-watan
ham bhii hubb-e-vatan me.n hai.n go Garq
ham me.n aur un me.n hai magar ye farq
Altaf Hussain Hali
Nazm
nashat-e-umid
tuu ne hii raa.njhe kii ye ba.ndhvaaii aas
hiir thii furqat me.n bhii goyaa ki paas
Altaf Hussain Hali
Nazm
nala-e-firaq
aa gayaa aaj is sadaaqat kaa mire dil ko yaqii.n
zulmat-e-shab se ziyaa-e-roz-e-furqat kam nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
unki taswir dekh kar
tuu ne ik dil ko mire dars-e-mohabbat na diyaa
aur phir jaan ke daaG-e-Gam-e-furqat na diyaa
Shakeel Badayuni
Nazm
falsafa-e-gham
پستي عالم ميں ملنے کو جدا ہوتے ہيں ہم
عارضي فرقت کو دائم جان کر روتے ہيں ہم
Allama Iqbal
Nazm
main aksar sard raaton mein
ko.ii furqat me.n ghabraa.e
mire taar-e-nafas par zarb kartii mustaqil dha.Dkan
Qamar Abbas Qamar
Nazm
tere baad
KHarosh-e-naala ta.Daptaa hai terii furqat me.n
sukuut-e-aah ko ab bhii tirii zaruurat hai
Saifuddin Saif
Nazm
mujhe to intizar-e-ishq mein hi lutf aata hai
ajab saa karb bechainii musalsal be-qaraarii ho
nigaahe.n muntazir furqat kasak aur aah-o-zaarii ho
Aleena Itrat
Nazm
mulaqat meri
furqat-e-dard me.n be-aab hu.aa taKHta-e-daaG
kis se kahiye ki bhare rang se zaKHmo.n ke ayaaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mir ho mirza ho mera ji ho
ek hii chiiKH hai furqat ke bayaabaano.n me.n
ek hii tuul-e-alam-naakii hai
Noon Meem Rashid
Nazm
aansu
dam-e-ruKHsat hai qariib ai Gam-e-furqat KHush ho
karne vaale hai.n judaa.ii ke ishaare aa.nsuu