SEARCH RESULTS
Showing search results for "قادر"
Nazm MATCHES FOR "قادر"
Nazm
lenin
tuu qaadir o 'aadil hai magar tere jahaa.n me.n
hai.n talKH bahut banda-e-mazduur ke auqaat
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
jise dabaane ke baa'd us ko Gadr kahne lage
ye ahl-e-hind bhii hote hai.n kis qadar ma.asuum
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ghulam qadir rahila
رہيلہ کس قدر ظالم، جفا جو، کينہ پرور تھا
نکاليں شاہ تيموري کي آنکھيں نوک خنجر سے
Allama Iqbal
Nazm
taKHrib-karon ki shahadat
qaadir-e-mutlaq hai tuu in ko dobaara age de
in shahiido.n ko tuu duniyaa hii me.n vaapas bhej de
Khalid Irfan
Nazm
tulsidas
qaadir-e-mutlaq jo hai daanaa-e-asraar-o-kariim
bhejtaa hai rahnumaa.ii ke liye apnaa nadiim
Jagat Mohan Lal Ravan
Nazm
qissa-KHwani bazar ki ek sham
(kis tarah saahibaan-e-karaamaat barzaKH to barzaKH
shar-a.ngez zindo.n kii ruuhe.n bulaane pe qaadir
Harris Khalique
Nazm
aankh hi dard pahchanti hai
naak-naqsha bikharne pe qaadir hu.aa
jis kii tahviil me.n do mu.nde daa.ere aa.nkh ke hai.n
Ehsan Akbar
Nazm
salamti
hai tuu hii qaadir-e-mutlaq jahaan tere hai.n
zamiin terii hai aur aasmaan tere hai.n
Nashir Naqvi
Nazm
kar-e-abas
magar qaadir-e-mutlaq ai KHudaa-e-vaahid
us vaqt bhii tuu jaag rahaa hotaa hai
Nastaran Ahsan Fatihi
Nazm
shikwa
qahr to ye hai ki kaafir ko mile.n huur o qusuur
aur bechaare musalmaa.n ko faqat vaada-e-huur