SEARCH RESULTS
Showing search results for "قد"
Nazm MATCHES FOR "قد"
Nazm
muhasara
sarisht-e-ishq ne uftaadgii nahii.n paa.ii
tuu qadd-e-sarv na biinii o saaya-paimaa.ii
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ka sawal
ye sardii ye garmii ye baarish ye dhuup
ye chehra ye qad aur ye ra.ng-ruup
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
ek rah-guzar par
gudaaz jism qabaa jis pe saj ke naaz kare
daraaz qad jise sarv-e-sahii namaaz kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jugnu
jise dabaane ke baa'd us ko Gadr kahne lage
ye ahl-e-hind bhii hote hai.n kis qadar ma.asuum
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tin aawazen
sarv-qad miTTii ke bauno.n ke qadam chuume.nge
farsh par aaj dar-e-sidq-o-safaa band hu.aa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
tujh se nazar milaa.e ye kis kii bhalaa majaal
tere qadam kaa naqsh hasiino.n ke KHadd-o-KHaal
Josh Malihabadi
Nazm
main bach gai man
miraa qad jo tho.Daa saa ba.Dhtaa
mire baap kaa qad chhoTaa pa.Dtaa
Zehra Nigaah
Nazm
ek tarana mujahidin-e-filistin ke liye
qad jaa.al-haqqo va zahaqal-baatil
farmuuda-e-rabb-e-akbar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tah-e-nujum
daraaz qad kii lachak se gudaaz paidaa hai
adaa-e-naaz se ra.ng-e-niyaaz paidaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
judai
vo qad gulaab kii ik shaaKH lahlahaa.ii hu.ii
vo jhilmilaate sitaare tire pasiine ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
siddhaarth ki ek raat
kitnaa chhoTaa hai miraa qad...
farsh par jaise kisii harf se ik nuqta giraa ho
Gulzar
Nazm
shaKHen
magar us kaa ko.ii qad na nikal paayaa thaa
go bahut saal vo sii.nchaa bhii gayaa
Gulzar
Nazm
tu agar sair ko nikle
is tire qad kii qasam aur bhii uu.nchaa ho jaa.e
tuu agar sair ko nikle to ujaalaa ho jaa.e