SEARCH RESULTS
Showing search results for "لپٹ"
Nazm MATCHES FOR "لپٹ"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
piip bahtii hu.ii galte hu.e naasuuro.n se
lauT jaatii hai udhar ko bhii nazar kyaa kiije
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raqs
jism se tere lipaT saktaa to huu.n
zindagii par mai.n jhapaT saktaa nahii.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
ruh dekhi hai kabhi!
jaagte jiite hu.e duudhiyaa kohre se lipaT kar
saa.ns lete hu.e us kohre ko mahsuus kiyaa hai?
Gulzar
Nazm
apni malka-e-suKHan se
jis kii lapaT gale me.n jalaatii hai raag ko
paalaa hai qalb-e-naaz me.n tuu ne us aag ko
Josh Malihabadi
Nazm
chaara-gar
sarf-e-maatam hu.ii
kaalii kaalii laTo.n se lapaT garm ruKHsaar par
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
hinDola
yahii.n kii madh-bharii barsaat me.n nahaa.e hai.n
lipaT ke kiicha.D o paanii se bachpane un ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
kaano.n me.n machal rahii thii baalii
baa.nho.n se lipaT rahaa thaa gajraa
Parveen Shakir
Nazm
wahima
ham tujhe apnii sadaa.o.n me.n basaane vaale
itnaa chiiKHe.n ki tire vahm lipaT kar ro.e.n
Sohaib Mugheera Siddiqi
Nazm
abad
gulaab o kaafuur kii lapaT tez ho ga.ii hai
ye aabnuusii badan, ye baazuu, kushaada siina
Fahmida Riaz
Nazm
etimad
mai.n ne sochaa thaa ki is baar tumhaarii saa.nse.n
merii bahkii hu.ii saa.nso.n se lipaT jaa.e.ngii