SEARCH RESULTS
Showing search results for "مجروح"
Nazm MATCHES FOR "مجروح"
Nazm
etiraf
har masarrat me.n hai raaz-e-Gam-o-hasrat pinhaa.n
kyaa sunogii mirii majruuh javaanii kii pukaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaj ki raat
aur kyaa chaahiye ab ai dil-e-majruuh tujhe
us ne dekhaa to ba-andaaz-e-digar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaj
mere giito.n kii lai meraa sur merii nai
mere majruuh ho.nTo.n ko phir sau.np do
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek bewafa ke nam
majruuh ho balaa se tire husn kaa Guruur
par tujh ko chashm-e-shauq na dekhe KHudaa kare
Owais Ahmad Dauran
Nazm
kitab gumrah kar rahi hai
ye shirk-e-kohna
safar kii vahdaaniyat ko majruuh kar rahaa hai
Shahram Sarmadi
Nazm
aap-biti
muzmahil chehre masaa.ib kii giraa.n-baarii se
dil-e-majruuh se uThtaa hu.aa Gamnaak dhu.aa.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
ek nazm
saadgii husn kaa majruuh-e-tabassum ban kar
kisii jallaad ke chehre pe khulii jaatii hai
Qateel Shifai
Nazm
mazdur
haDDiyo.n me.n tez chalne se chaTaKHne kii sadaa
dard me.n Duubii hu.ii majruuh TaKHne kii sadaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
le chal ai ishq
mere majruuh tabassum pe KHafaa hai.n ahbaab
merii mazluum KHamoshii pa hai.n kyaa kyaa na itaab
Mahshar Badayuni
Nazm
faisla
apnii majruuh tamannaa kaa mudaavaa na karuu.n
apnii KHvaabiida mohabbat kaa alamnaak ma.aal
Akhtarul Iman
Nazm
sabza-e-begana
ye haal kar diyaa majruuh hoga.e a.asaab
Garaz ki nukta-rassii me.n guzar gayaa sab vaqt
Akhtarul Iman
Nazm
samandar ka sukut
le ke phirtaa huu.n mai.n zaKHmo.n ke diye chehre par
ruuh majruuh jabii.n zaKHm-zada dil ghaa.il