SEARCH RESULTS
Showing search results for "مجمع"
Nazm MATCHES FOR "مجمع"
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
haakim-e-shahr bhii majma-e-aam bhii
tiir-e-ilzaam bhii sang-e-dushnaam bhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadha kamra
lailaa majme kii baate.n mere saamne mat dohraayaa karo
tanhaa.ii bhii ko.ii chiiz hotii hai
Sara Shagufta
Nazm
gurez
vo phir jhukaa kisii dar par Guruur-e-barnaa.ii
vo phir kisaano.n ke majme.a pe gun-mashiino.n se
Sahir Ludhianvi
Nazm
un ka jashn-e-sal-girah
ik majma-e-ra.ngii.n me.n vo ghabraa.ii hu.ii sii
baiThii hai ajab naaz se sharmaa.ii hu.ii sii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
maqule par amal
tamaashaa ik ajab saa ek din yuu.n raah me.n dekhaa
kisii ko dekhte hai.n log ik majma.a ikaTThaa hai
Syed Hashmat Sohail
Nazm
insan ki fariyaad
hai zaat merii majma.a saarii buraa.iyo.n kaa
kahne ko mai.n ba.Daa huu.n lekin bahut buraa huu.n
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
tariKH ki adalat
tum apne saare haliif laanaa
qasiida-KHvaano.n kaa majma.a-e-be-zamiir laanaa
Hasan Hameedi
Nazm
zafar
jis kaa darbaar thaa ik majma.a-e-aalii-nishaa.n
jis jagah kausar-o-tasniim se dhultii thii zabaa.n
Arsh Malsiyani
Nazm
siyasat
rasta chalne vaale yaa bachche ke apne aa jaate to
majma.a chiir ke sab se pahle maasii aatii
Mansoora Ahmad
Nazm
dast-e-tah-e-sang
diid-e-biinaa se bismil ke anjaam tak
maabado.n kii KHamoshii se ha.ngaama-e-majma.a-e-aam tak
Ekram Khawar
Nazm
gidh
janaab musharraf KHitaabat ke jauhar dikhaa hii rahe the
ki majma.a se ik shaKHs uThaa