SEARCH RESULTS
Showing search results for "مرکز"
Nazm MATCHES FOR "مرکز"
Nazm
jawahar-lal nehru
daaman-e-vaqt pe ab KHuun ke chhii.nTe na pa.De.n
ek markaz kii taraf dair-o-haram le ke chalo
Sahir Ludhianvi
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
aasmaa.n markaz-e-taKH.iil-o-tasavvur kab tak
aasmaa.n jis se KHajil ho vo zamii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
shua-e-ummid
جب تک نہ اٹھيں خواب سے مردان گراں خواب
خاور کي اميدوں کا يہي خاک ہے مرکز
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
Thahrii hu.ii yaa husn ke markaz pe nazar hai
yaa vaqt ke haatho.n me.n garebaan-e-sahar hai
Mahshar Badayuni
Nazm
baghawat-e-nafs
be-KHudii maslak banaa le bhuul jaa sab aaj kal
chho.D de markaz kii chaahat muztarib ho aur machal
Meeraji
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
kar chukaa sair asl markaz par to aanaa chaahiye
apne ghar keii samt bhii aa.nkhe.n uThaanaa chaahiye
Josh Malihabadi
Nazm
qaumon ke liye maut hai markaz se judai
qaumo.n ke liye maut hai markaz se judaa.ii
ho saahib-e-markaz to KHudii kyaa hai KHudaa.ii
Allama Iqbal
Nazm
tanhai mein
ko.ii markaz hii nahii.n mere taKHayyul ke liye
is se kyaa faa.eda jiite rahe aur jii na sake
Akhtarul Iman
Nazm
darbar1911
shaukat-o-iqbaal ke markaz huzuur-e-emperor
ziinat-o-daulat kii devii empress aalii-tabaar
Akbar Allahabadi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
marhabaa sabr kaa irfaan ki meraaj-e-hayaat
nuur majsuum hu.aa gumbad-e-KHazraa markuuz
Adil Mansuri
Nazm
ishrat-e-tanhai
mai.n hama-shauq-o-mohabbat vo hama-lutf-o-karam
markaz-e-marhamat-e-mahfil-e-KHuubaa.n huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
maut
farishta maut kaa chhuutaa hai go badan teraa
tire vujuud ke markaz se duur rahtaa hai
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-watan
sab ko ulfat ke markaz pe laa.uu.ngaa mai.n
ektaa kaa diyaa phir jalaa.uu.ngaa mai.n