SEARCH RESULTS
Showing search results for "معذور"
Nazm MATCHES FOR "معذور"
Nazm
shikwa
saaz KHaamosh hai.n fariyaad se maamuur hai.n ham
naala aataa hai agar lab pe to ma.azuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
chand roz aur meri jaan
aur kuchh der sitam sah le.n ta.Dap le.n ro le.n
apne ajdaad kii miiraas hai maazuur hai.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zaban-daraaz
mai.n apnii biimaarii bataane se ma.azuur huu.n
mujhe zabaan kii ajiib biimaarii ho ga.ii hai
Ammar Iqbal
Nazm
aazadi-e-niswan
اس راز کو عورت کي بصيرت ہي کرے فاش
مجبور ہيں ، معذور ہيں ، مردان خرد مند
Allama Iqbal
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
gar tire shahr me.n aa.e hai.n to ma.azuur hai.n ham
vaqt kaa bojh uThaa.e hu.e mazduur hai.n ham
Khalid Irfan
Nazm
tel ke saudagar
ruusii ''hama-uust'' ke taaziyaano.n se ma.azuur
do mah-jabiine.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
tumhein maine bataya tha
bataayaa thaa ki muddat se
mire ma.azuur pairo.n ne kisii ke saath chalne kii
Fariha Naqvi
Nazm
wazir ka farman
ma.azuur huu.n mai.n apnii vazaarat se be-tarah
tum tarah-daar mujh ko kaho mai.n vaziir huu.n
Shaukat Thanvi
Nazm
KHwaja-sara
kitne hii ma.azuur yahaa.n par roz aate hai.n
tum kaise ma.azuur ho jis kii jins nahii.n hai
Mohammad Owais Malik
Nazm
tamanna
sitaaro.n ko itnaa mai.n ma.azuur kar duu.n
guzargah badalne pe majbuur kar duu.n
Anwari Begum
Nazm
aadam-zad ki dua
tak rahaa hai tuu mujhe ma.azuur aa.nkho.n kii safedii se
ye kaisaa shahar hai