SEARCH RESULTS
Showing search results for "مکان"
Nazm MATCHES FOR "مکان"
Nazm
zooming
viiraa.n galii ke mo.D pe tanhaa saa ik shajar
tanhaa shajar ke saa.e me.n chhoTaa saa ik makaan
Ashfaq Husain
Nazm
makan
aaj kii raat bahut garm havaa chaltii hai
aaj kii raat na footpath pe nii.nd aa.egii
Kaifi Azmi
Nazm
kaniz
huzuur aap aur nisf shab mire makaan par
huzuur kii tamaam-tar balaa.e.n merii jaan par
Ahmad Faraz
Nazm
jugnu
mire makaan ke aage hai ek chau.Daa sahn vasii.a
kabhii vo ha.nstaa nazar aataa hai kabhii vo udaas
Firaq Gorakhpuri
Nazm
barsat ki bahaaren
muddat se ho rahaa hai jin kaa makaa.n puraanaa
uTh ke hai un ko me.nh me.n har aan chhat pe jaanaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
main aur shahr
koTho.n kii mamTiyo.n pe hasii.n but kha.De hu.e
sunsaan hai.n makaan kahii.n dar khulaa nahii.n
Muneer Niyazi
Nazm
ek manzar
kachchaa saa ik makaa.n kahii.n aabaadiyo.n se duur
chhoTaa saa ek hujra faraaz-e-makaan par
Parveen Shakir
Nazm
makan
jahaa.n dhundlii fazaa.o.n kaa chalan hai
KHasta saa ek makaa.n mujh ko viraasat me.n milaa hai
Gulzar
Nazm
Khaali aaankhon ka makan
KHaalii aa.ankho.n kaa makaan mah.ngaa hai
mujhe miTTii kii lakiir ban jaane do
Sara Shagufta
Nazm
saman diwali ka
har ik makaa.n me.n jalaa phir diyaa divaalii kaa
har ik taraf ko ujaalaa hu.aa divaalii kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
din ke rup mein raat kahani
raah me.n ek makaan
vo bhii saaya hai udaasii kaa ghaneraa sunsaan
Meeraji
Nazm
urdu zaban
mashriq kaa gulsitaa.n ho ki maGrib kaa aashiyaa.n
viiraan kab makaan hai urduu zabaan kaa
Shayar Ali Shayar
Nazm
guDDe miyan ki shadi
mubaarak ye shaadii mubaarak rahe
baaraat dulhan ke makaan pahu.nch chukii ab nikaah kaa vaqt hai