SEARCH RESULTS
Showing search results for "مکدر"
Nazm MATCHES FOR "مکدر"
Nazm
goristan-e-shahi
aasmaa.n baadal kaa pahne KHirqa-e-deriina hai
kuchh mukaddar saa jabiin-e-maah kaa aa.iina hai
Allama Iqbal
Nazm
siyasat
mukaddar hai fazaa-e-aalam-e-imkaa.n siyaasat se
bahut be-aabruu hai aaj-kal insaa.n siyaasat se
Rahbar Jaunpuri
Nazm
dehli
gharo.n kaa haal to baazaar se bhii bad-tar hai
jidhar uThaa.o nazar zindagii mukaddar hai
Wamiq Jaunpuri
Nazm
faisla
sard pa.Dtii hu.ii mahfil ke mukaddar pe na jaa
apne bedaar tafakkur kii halaakat pe ha.nsuu.n
Akhtarul Iman
Nazm
jugnu aur bachcha
nasiihat se merii hu.aa kyuu.n mukaddar
nahii.n pyaare bachche ye din khelne ke
Seemab Akbarabadi
Nazm
kar ke ek bar taghaful na mujhe pyar karo
hijr-e-jaanaa.n me.n tabii.at jo mukaddar hai 'jaliil'
jaa.o kuchh der ko sair-e-gul-o-gulzaar karo
Jaleel Qidwai
Nazm
kabhi kabhi
guzarne paatii to shaadaab ho bhii saktii thii
ye tiirgii jo mirii ziist kaa muqaddar hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ik bujhii ruuh luTe jism ke Dhaa.nche me.n liye
sochtii huu.n mai.n kahaa.n jaa ke muqaddar pho.Duu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
do ishq
ab chamkegaa be-sabr nigaaho.n kaa muqaddar
is baam se niklegaa tire husn kaa KHurshiid
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mata-e-ghair
puuchh kar apnii nigaaho.n se bataa de mujh ko
merii raato.n ke muqaddar me.n sahar hai ki nahii.n