SEARCH RESULTS
Showing search results for "نصیب"
Nazm MATCHES FOR "نصیب"
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
vo jis ke jiine kii KHvaahishe.n bhii
KHud us ke apne nasiib sii thii.n
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
sitamgaro.n ke siyaasii qimaar-KHaane me.n
alam-nasiib faraasat kaa mol mil na sakaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
26 january
be-kas barahnagii ko kafan tak nahii.n nasiib
vo va.ada-haa-e-atlas-o-kim-KHvaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek pahaD aur gilahri
jo baat mujh me.n hai tujh ko vo hai nasiib kahaa.n
bhalaa pahaa.D kahaa.n jaanvar Gariib kahaa.n!
Allama Iqbal
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
tuu mujhe chho.D kar chalii bhii ga.ii
KHair qismat mirii nasiib mire
Saifuddin Saif
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
kuchh vo hai.n jo duusro.n kii KHaatir
aashufta-nasiib o dar-ba-dar hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
nikal ke madraso.n aur universitiyyo.n se
ye bad-nasiib na ghar ke na ghaaT ke ho.nge
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ban-bas
haa.e un ko bhii KHabar kyaa ki vo ik zaKHm-nasiib
zindagii ke liye niklaa thaa jo raahii ban kar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
aaKHiri lamha
phir na hogaa tumhe.n ye pyaar nasiib aa jaa.o
aaKHirii lamha hai siine pe mire sar rakh do
Jan Nisar Akhtar
Nazm
ek gae aur bakri
aisii KHushiyaa.n hame.n nasiib kahaa.n
ye kahaa.n be-zabaa.n Gariib kahaa.n
Allama Iqbal
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
aaj kal to har nazar me.n rahm kaa andaaz hai
kuchh tabii.at kyaa nasiib-e-dushmanaa.n naa-saaz hai
Josh Malihabadi
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
nasiib-e-sohbat-e-yaaraa.n nahii.n to kyaa kiije
ye raqs-e-saaya-e-sarv-o-chinaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
jaise kajlaa.ii hu.ii shab kaa nasiib
mere kamre me.n utar aa.ii KHamoshii phir se
Mohsin Naqvi
Nazm
dildar dekhna
jab tak nasiib thaa tiraa diidaar dekhnaa
jis samt dekhnaa, gul-o-gulzaar dekhnaa