SEARCH RESULTS
Showing search results for "نوح"
Nazm MATCHES FOR "نوح"
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
nuuh-e-nabii kaa aa kar Thahraa jahaa.n safiinaa
rif.at hai jis zamii.n kii baam-e-falak kaa ziinaa
Allama Iqbal
Nazm
KHuda
mai.n ne nuuh kii kashtii ke upar rakh dii
kaal chalaa tum ne aur merii jaanib dekhaa
Gulzar
Nazm
nashat-e-umid
nuuh kii kashtii kaa sahaaraa thii tuu
chaah me.n yuusuf kii dil-aaraa thii tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
intishaar
manuu kii machhlii na kashti-e-nuuh aur ye fazaa
ki qatre qatre me.n tuufaan be-qaraar saa hai
Kaifi Azmi
Nazm
jawan-marg ka nauha
ki aa.nkh jab KHvaab ke sahiife ko chaaT le gii
to nuuh capsule se pukaaregaa
Rahat Naseem Malik
Nazm
zindagi
mai.n nuuh kii dam-saaz huu.n
yuusuf ne merii chaah kii iisaa kii huu.n ruuh-e-ravaa.n
Mahshar Badayuni
Nazm
ilm-o-mohabbat
ajiib daur hai duniyaa me.n kam-nigaahii kaa
ko.ii to nuuh saa nikle kahii.n to saahil ho
Jameel Ahmad Jaisi
Nazm
zindagi
kar nuuh ban ke us kaa to har-dam muqaabla
tuufaan-e-zindagii hai ye tuufaan-e-zindagii
Amjad Najmi
Nazm
mujhse puchho
tum ko to ma.aluum nahii.n hai
mai.n bhii nuuh kii kashtii par thaa