SEARCH RESULTS
Showing search results for "نوحے"
Nazm MATCHES FOR "نوحے"
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
ye dukh ke nauhe ye sukh ke naGme
jo kal mire the vo ab tire hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
shikast-e-saz
aasmaa.n nuur ke naGmaat se ma.amuur sahii
mai.n ne ghaTtii hu.ii chiiKHo.n ke sune hai.n nauhe
Ada Jafarey
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
apnii yak-tarfa siyaasat ke taqaazo.n ke tufail
ek baar aur tujhe nauha-kunaa.n chho.D ga.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
hawa ruki hai to raqs-e-sharar bhi KHatm hua
chale bhii aa.o kahaa.n ho ki mar rahii hai Gazal
siyah libaas me.n nauhe udaas baiThe hai.n
Tariq Qamar
Nazm
tamil-e-wafa ka ahd-nama
uj.De hu.e ghar kii KHaamushii me.n
nauhe kii nidaa.e.n ek sii hai.n
Zehra Nigaah
Nazm
hijrat
'naasir'-kaazmii' ke ash.aar me.n chhupe hu.e nauhe nahii.n sune
jo hindostaan ko bante dekhaa hotaa
Nadiya ambar lodhi
Nazm
zalzala aaTh october 2005
sab nauhe niist ke nauhe the
naabuud kii taal pe gaa.e ga.e
Pirzada Qasim
Nazm
aansuon ke ratjagon se
dam-ba-KHud hai.n kuufa o baGdaad ke baazaar me.n
kaazimain o mash.had-e-e.araaq se nauhe nikal kar
Ain Tabish
Nazm
KHak aur dhund ka safar
havaa pe likkhe hu.e hai.n nauhe
fazaa me.n laTke hu.e hai.n chehre